Health is precious – Protect it
रमजान के महीने के बाद जो त्यौहार मनाया जाता है उसे “ईद” कहा जाता है| रमज़ान की २९ या फिर ३० तारीख को ईद का चाँद नज़र आता है, और उसके दूसरे दिन ईद मनाई जाती है | यह त्यौहार एक दूसरे में प्यार बढ़ता है| ईद के दिन सभी लोग एक दूसरे से मिलते है और सुख शांति के लिए खुदा से दुआएं मांगते है| पुरे देश में यह ईद का त्यौहार बड़ेही हर्षोल्लास से मनाया जाता है| इस दिन परिवार और दोस्त एक दूसरे को तोहफे (ईदी) देते है| इस त्यौहार में सेवइ को सबसे ज्यादा महत्व दिया जाता है और सभी इसे बड़ी ही प्यार से खाते है|
ALLAH aapko eid ke Mukkadas Maoke par
tamam khushiya ata farmaye aur
aapki ibadat qubul kare
Dil-Jism-Ruh Pak Rahe Doar-A-Ibadat,
Allah Ke Bande Ko Eid Mubarak.
Chaand Se Roshan Ho Ramajaan Tumhaara,
Ibaadat Se Bhara Ho Roza Tumhara,
Har Rozaa Our Namaaz Kabool Ho Tumhari,
Yahi Allaah Se Hai,Duaa Hamaari!
“Eid mubaarak”!
Eid Mubarak
Eid lekar aati hai Dher Sari khushyan,
Eid mita deti hai insaan main duriya,
Eid hai khuda ka ek nayab tabaarak
aur hum bhi kehate hain aapako
Tu Mere Duaon Mein Shamil Is Tarah Hai,
Phoolon Mein Hoti Hai Khushi Jis tarah.
Allaah Aapke Jindagi Mein Itni Khushiyan De,
Zameen Par Hoti Hai Barish usi Tarah.
Eid Mubarak ho.
Tamanna aapki sab puri ho jaye,
Ho apka muqaddar itna roshan ki,
Ameen kahne se pahle hi aapki
har dua Kabool ho jaye.
Eid Mubarak
Kayam Rahe Khuda Pe Vo Iman Mubarak,
Iman Mukmmal Ho Ye Arman Mubarak.
Chupake se chaand ki raushani cho jaye aapako
dheere se ye hava kuch kah jae aapko
dil se jo chaahate ho maang lo khuda se
hamari dua hain is EID wo mil jaye aapako.